Kab uskaa wisaal chaahiye tha
bas aik Khayaal chaahiye thaa
Kab dil ko jawaab se gharz thi
honton ko sawaal chaahiye tha
Shauq ek nafas tha aur wafaa ko
paas-e-maah-o-saal chaahiye tha
Ek chehra-e-saadaa thaa jo hum ko
be-misl-o-misaal chaahiye tha
Ek qarb mein zaat-o-zindagi hai
mumkin ko muhaal chaahiye tha
[SIGPIC][/SIGPIC]
قطرہ اے شبنم کی طرح اڑ جاینگے گل سے
ایک یاد سی رہ جائے گی گلشن میں ہماری
.•´¸.•*´¨) ¸.•*¨) ¸.•´¸.•*´¨)¸.•*´¨
.`·.¸(¨`·.·´¨) . * .*..*...*
*......`·.¸.·´* (¨`·.·´¨
¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥ ´¨ `♥•.
M A H ¡
..•´¸.•*´¨) ¸.•*¨) ¸.•´¸.•*´¨)¸.•*´¨
.`·.¸(¨`·.·´¨) . * .*..*...*
*.....`·.¸.·´* (¨`·.·´¨¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥´¨`♥• .¸¸.•♥´¨`♥•