|
|
Posts: 1,327
Country:
Star Sign:
Join Date: Apr 2012
Location: Paki :b
Gender:
|
|
Hayaat! tere na弾y taqaaze, hame地 to be知aut maar de地 gay
zara ye qarz e jaha地 chuka le地, to qarz e hasti utaar de地 gay
milay gi fursat Gham e jaha地 se, to unki zulfe地 sanvaar de地 gay
khiza地 ruto地 se, jo bach rahe地 gay, wo phool ham un pe waar de地 gay
jo waqt e rukhsat, qaraar e jaa地 ki, dua se hamko nawaazte ho地
qaraar e jaa地! us dua pe ham be, tumhe dua e qaraar de地 gay
kahi地 hawao地 ka isti誕arah, kahi地 kisi dard ka ishaarah
suna hai wo ruu e fiqr o fan ko, hamare Gham se nikhaar de地 gay
kisi ke guldasta e muhabbat, se bas ye paiGHaam munsalik tha
ye neemwaa, Nargasi shaguufe, saleeka e intezaar de地 gay
ye furqato地 ke azaab mousam, kahi地 tumhe be馳aqee地 na kar de地
hame'n to jana地! ye hijr ke din, guzaarne hai地, guzaar de地 gay
wohi jo tha Harf e ruuh parwar, zara wo irshaad ho mukar池ar!
wohi k ham, dasht e badguma地 me地, sahifa e aitabaar de地 gay
tamazato地 ya khunak fazao地 pe is ka ilzaam kyu地 lagae.n
zamee地 se rishto地 ko, torr kar khaak, ye shajar barg o bahaar de地 gay
samandaro地 ke, safar se pehle, wo qariya e jaa地, se ho ke guzre
hawa e shab ko, payaam ham be, baa地aam e shahr e nigaar de地 gay
'saba' ke paikar ko, phr koi, zakham e aarzu se, saja gaya hai
chalo` Ganimat hai, aur kuch din, ye gul fareeb e bahaar de地 gay...!!!!
|