|
|
Posts: 43,615
Country:
Star Sign:
Join Date: Jul 2010
Location: © ℓ ợ Ş ệ → тớ → µг ↔ ♥
Gender:
|
|
'"Funny bewafai"
Aaj apni Mohabat ko naya morr diya usne,
Chat se Dhaka de k hath chorr diya usne! :O
Pehle hansta tha main ab bus muskurata hon,
Mar k Mukka agay ka daant tor diya usne! :x
Usne ishara kiya k Kuch kehna he tumse,
Kaan paas kiya to marorr diya usne!
Sardiyan aaeen to laya maalty us bewafa k liye,
Malta kha k chilka ankhon main nichorr diya usne!
Bewafai ki had hi kar di aaj us zalim ne
Milne ghar gaye to kutta chorr diya usne.:-*'
დ∫დ→◄●♥●►↔ǺήĐằŽ~◊Ệ◊~ßάΫǻЙ↔◄●♥●►←დ∫დ
|