|
|
|
Posts: 64,330
Country:
Join Date: Oct 2011
Gender:
|
|
|
Quote:
Originally Posted by Shaam
honeymoon ke lia bohat hi acha jagha hai ; ) sasta aur TIKAAOOOO
|
maldip sasta ho ga per yeh jagah ni.. Q k poory world se tourist aaty hain yahan..
maree me b jb tourist aaty hain to murghi ka aik anda 50Rs ka milta he wahan..
|