kamal'e zabt ko tu jitna chahe Azma k dekh
jet meri muhabt ki hogi apni nafrat ko bula k dekh
main laita hon tapti rait per burhana ho kar
tujhe qasam hai anna ki lu k jhole chala k dekh
...
ye meri muhabat hai koi rasm'w riwayat to nahi
aur barhti jae gi tu jitna chahe door ja k dekh
tanz'w tanked sey kis tarha barhtey hain hosly
chashm'e nam hon to palkon sey deye bujha k dekh
yaad Aon ga tujhe zehen ki har manzil per TABASUM
tu agr bhula sakti hai to mujhe bhula k dekh

[SIGPIC][/SIGPIC]



:

Jin Shaamon main Tujhe Bhoolna Chahen,
Wohi Raatain azaab Hoti hain:

