|
|
Posts: 27,062
Country:
Join Date: Dec 2010
Location: Lahore
Gender:
|
|
Maa Baap ka paigham
Jis din tum humein boorha dekho sabar karna or humein samjhne ki koshish karna
Jab hum ko baat bhool jayein to hum per tanz na karna or apna bachpan yad karna
Jab boorhay ho kar chal na payein to hamara sahara ban’na or apna pehla qadam yad karna
Jab hum bemar ho jayein to wo din yad kar k hum per apne paise khurch karna jab hum tumhari khuwahishen poori karne k liye apni khuwahishen qurban karte the.
|