|
|
Posts: 4,209
Country:
Star Sign:
Join Date: Dec 2010
Gender:
|
|
Kia Jalwa Karbala mai dikhaya Hussain ne.
Sajday mai ja k sar ko kattaya Hussain ne.
Niazay per sar tha aur zuban per thin aayatain.
Quraan is tarha sunaya Hussain ne.
Nana k deen per hercheez waar di.
Kuch bhi na apnay pass bachaya Hussain ne.
Kyun Aaqa ko na apnay Nawasay per naaz ho.
Her Qoul Mustafa ka nibhaya hussain ne.
|