|
|
Posts: 52,341
Country:
Star Sign:
Join Date: Dec 2009
Location: RAWALPINDI
Gender:
|
|
IK aarzu hay poori Parwardigaar kare
main dair se jaon woh mera intizaar kare
apne hathon se sanware zulfain meri
aur itraa k muhabbat ka iqraar kare
lipat jaye woh mujh se aalm e madhoshi main
aur josh o junoon main muhabbat ka izhaar kare
ho shab wisaal ki aisi woh Ya Rab
k choom k matha woh mujhe baidaar kare
usey chor k chahon ju main jana kabhi
woh rooke mujhe aur ik aur raat ka israar kare
kasam Khuda ki main kisi aur ka ho nahi sakta
yeh wada e wafa woh baar baar kare
Kabhi zindagi me kisik liay mut rona**
q k vo''tumhare ansoun k kabil nahi ho ga''
or ''vo'' jo is ''kabil'' ho ga vo tumhe ''rone'' nahi de ga''*****
|