Banned
|
|
Posts: 18,452
Country:
Star Sign:
Join Date: May 2011
Gender:
|
|

mai yaha ek thread shuru karne ja rahi hu jis mein topic ho ga k har namaz k bad ap kon ki dua karte hain chaye wo ap k apne liye ho ya apni family k liye jaisa k mai jab namaz parti hu sab se pehle mai dua karti hu k ya allah mujhe neak bana aur 5 waqat ka namzi bana de aur meri dusri dua hoti hai k mere mum dad ko janat mein jaga dena aur un k kabr-e-azab se dur rakhna (ameen) isi tara ap yaha share kar sakte hain aur is thread ki waja se ap jis k liye b chate hain hum sab ap ki dua mein shamil b ho sakte hain ap k apno k liye hum sab b dua kar sakte hain plz mai chati hu sab is mein hisa lein aur ek dusre k liye dua karein....
Last edited by Abewsha; 08-16-2011 at 02:17 AM..
|