|
|
Posts: 12,488
Country:
Join Date: Jul 2010
Gender:
|
|
Sarapa ashk hon mai ab bikhar jaon to behtar hai
jidhar jatey hain ye badal udhar jaon to behtar hai
ye dil kehta hai tere shehar mai kuch din tehar jaon
magar halaat kehtey hain k ghar jaon to behtar hai
yaha hai koon mera jo mujhe samjhaeyga aey Mohsin
mai koshish kar k ab khud hi sudhar jaon to behtar hai
|