![]() |
Jab tak mai uskay naam par ruswa huwa na tha
Jab tak mai uskay naam par ruswa huwa na tha
shehr e hunar mai koi mujhay janta na tha aawargi e shauq ne nindain bhi chheen lee'n warna mai sari raat kabhi jagta na tha nazuk mizaj tha wo mohabbat k naam par lekin wo apni haar kabhi maanta na tha uski mohabbato'n ne mujhay hausla diya mainay bhi umr bhar usay dhoka diya na tha uski talab mai naql e makani qubool ki mujh ko zameen o zarr ka koi mas'ala na tha wo ham safar huwa to ujalay bikhar gaye shab zaad rasto'n ka mujhay tajruba na tha heraniya'n ssamait lee'n mainay shab e visal wo iss qadar haseen hai mujh ko pata na tha |
Re: Jab tak mai uskay naam par ruswa huwa na tha
V Nicee
|
Re: Jab tak mai uskay naam par ruswa huwa na tha
very nice sis
|
Re: Jab tak mai uskay naam par ruswa huwa na tha
Nice.. .
|
Re: Jab tak mai uskay naam par ruswa huwa na tha
Very Nicd...
|
Re: Jab tak mai uskay naam par ruswa huwa na tha
thanksssssssssss
|
Re: Jab tak mai uskay naam par ruswa huwa na tha
thanksssssssssssssssss
|
| All times are GMT +5. The time now is 02:40 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.