Hussain |
03-14-2009 11:15 PM |
~~*~ dedicated 2 tanhai,maham,safa,humaa,ali,ruby~~*~
Mujh se karta tha na milne ke bahane kitney.
Ab guzzaregaa mere saath zamaaney kitney.
main Giraa tha tu bohut loog rukey the lekin.
sochtaa hoon yeh aaye the utthaney kitney.
tum naia zakham lagawo tumhe is se kia hay.
bharney wale hain abhi zakham purane kitne.
apni takhleeq main insaan ko shaamil kar ke.
dukh uttaye hain khuda jane Khuda ne kitne.
jiss tarah ham ne use apnaa bana rakha hay.
sochtey hongey wahi baat naa jaane kitney.
|