![]() |
Meri Daastan-E-Hasrat Woh Suna
დ∫დ→◄●♥●►↔ǺήĐằŽ~◊Ệ◊~ßάΫǻЙ↔◄●♥●►←დ∫დ Meri Daastan-E-Hasrat Woh Suna Suna Ke Roye Mere Aazmanay Walay, Mujhe Aazma Ke Roye Koi Aisa Ehl-E-Dil Ho Ke Fasana-E-Muhabbat Main Osay Suna Ke Roun, Woh Mujhe Suna Ke Soye Meri Aarzoo Ki Duniya, Dil-E-Natawan Ki Hasrat Jise Kho Ke Shadmaan They, Ose Aaj Pa Ke Roye Teri Bewafayun Par, Teri Kajadayun Par Kabhi Sar Jhuka Ke Roye, Kabhi Moo Chupa Ke Roye Jo Sunaee Anjuman Main, Shab-E-Ghum Ki Aapbeeti Kaee Ro Ke Muskurae, Kaee Muskura Ke Roye დ∫დ→◄●♥●►↔ǺήĐằŽ~◊Ệ◊~ßάΫǻЙ↔◄●♥●►←დ∫დ |
Re: Meri Daastan-E-Hasrat Woh Suna
Nice Lines.................
|
Re: Meri Daastan-E-Hasrat Woh Suna
Bohot khubsurat sharing
|
Re: Meri Daastan-E-Hasrat Woh Suna
Thanks
|
Re: Meri Daastan-E-Hasrat Woh Suna
thanks, very nice sharing....
|
Re: Meri Daastan-E-Hasrat Woh Suna
THanks
|
Re: Meri Daastan-E-Hasrat Woh Suna
Nice sharing:0016:
|
Re: Meri Daastan-E-Hasrat Woh Suna
Thanks
|
All times are GMT +5. The time now is 05:59 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.