![]() |
Jo mausam guzar gya dobara kyu nhi aata
Jo mausam beet jata hai dobara kyon nahin ata kahin se laut ker bachpan hamara kyon nahin ata yahan anay ko to har din kissi ke saath ata hai jesay is dil ne reh reh kar pukara kyon nahin ata bohat herat hai ab bagon mein jab kaliaan chataktin hain hamary dehyaan mein lehjaa tumhara kyon nahin ata kabhi phelay hoay pairon se jab kirnein jhalakty hain tasawur main un ankhoon ka ishara kyon nahin ata bhatakta phir raha hoon din ke is weran jangal mein mehakti shaam ka rangeen kinaara kyon nahin ata.......... |
vvvvvvvv nice himesh ji
|
ty
jo achi lgy wahan thankz ka button press krty hain wrna nice likhny ko to hr banda hi lkhta hai :) |
very Nice
|
nice
|
ty laila
|
thx Ali |
All times are GMT +5. The time now is 04:35 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.