![]() |
~~Jalta sheher bachaya ja sakta hai~~
Pani ankh mein bhar ker laya jasakta hai :;bird:Ab bhi jalta sheher bachaya ja sakta hai Aik mohabbat aur woh bhi nakam mohabat Lekin is se kaam chalaya ja sakta hai Dil per paani peeney ati hain umeedien Is chashmey mein zeher milaya jasakta hai Mujh gumnaam se poochte hai farhaad o majnoon Ishq mein kitna naam kamaya ja sakta hai Yeh mehtab yeh raat ki peshani ka ghao Esa zakham to dil per khaya jasakta hai Phatta purana khawb hai mera phir bhi tabish Is mein apna aap chupaya jasakta hai Abbas Tabish Poetry |
Re: ~~Jalta sheher bachaya ja sakta hai~~
Nice Sharing ..
|
Re: ~~Jalta sheher bachaya ja sakta hai~~
:thankyou:
|
Re: ~~Jalta sheher bachaya ja sakta hai~~
niceeeeeeeeee
|
Re: ~~Jalta sheher bachaya ja sakta hai~~
:thankyou:
|
Re: ~~Jalta sheher bachaya ja sakta hai~~
v nice......
|
Re: ~~Jalta sheher bachaya ja sakta hai~~
:thankyou: :trampoline4hl:
|
Re: ~~Jalta sheher bachaya ja sakta hai~~
gr8.........
|
Re: ~~Jalta sheher bachaya ja sakta hai~~
:thankyou:
|
Re: ~~Jalta sheher bachaya ja sakta hai~~
nice one............
|
All times are GMT +5. The time now is 06:03 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.