![]() |
~~Beemar hain tou ab~~
bimar hain to ab dam-e-isa kahan se aye :music:us dil main dard-e-shauq-o-tamanna kahan se aye bekar shara-e-lafz-o-mani se fayeda jab tu nahin to shahar main tujh sa kahan se aye har chashm sang-e-khizb-o-adawat se surkh hai ab admi ko zindagi karna kahan se aye wahshat hawas ki chat gai khak-e-jism ko be-dar gharon main shaql ka saya kahan se aye jar se ukhar gaye to badalati ruton se kya be-ab ainon main sarapa kahan se aye sayon pe aitamad se ukta gaya hai ji tufan main zindagi ka bharosa kahan se aye gam k thapere le gaye nagin se lambe bal raton main jangalon ka wo saya kahan se aye ?Naheed? faishanon ne chupaye hain aib bhi chashmain na hon to ankh ka parda kahan se aye Kishwar Naheed Poetry |
Re: ~~Beemar hain tou ab~~
Nice One King ...
|
Re: ~~Beemar hain tou ab~~
:thankyou:
|
Re: ~~Beemar hain tou ab~~
v niceeeeeeee
|
Re: ~~Beemar hain tou ab~~
:thankyou:
|
Re: ~~Beemar hain tou ab~~
v nice......
|
Re: ~~Beemar hain tou ab~~
:thankyou: :trampoline4hl:
|
Re: ~~Beemar hain tou ab~~
very nice...............
|
Re: ~~Beemar hain tou ab~~
:thankyou:
|
Re: ~~Beemar hain tou ab~~
Very Nice
|
All times are GMT +5. The time now is 11:59 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.