![]() |
Rahe Samne Aur Dikhaai Na De
Khuda hum ko aisi Khudaai na dy ke apne siwa kuch dikhaai na dy Khata'waar samjhe gi dunya tujhe ab itni zayada safaai na dy Hanso aj itna ke is sho'r main sada siski'oun ki sunaai na dy Ghulami ko barkat samjhne lag'ien aaseeron ko aisi rehaai na dy Abhi to badan mein laho hai bohat qalm cheen k roshnaai na dy Mujhe apni chadar main youn dahnp le zameen asmaan kuch dikhaai na dy Khuda aise ahsaas ka naam hai rahe saamne aur dikhaai na dy |
Re: Rahe Samne Aur Dikhaai Na De
(Y) ...........
|
Re: Rahe Samne Aur Dikhaai Na De
very nyc......:bu:..:zabardast:
|
Re: Rahe Samne Aur Dikhaai Na De
Zberdast
|
Re: Rahe Samne Aur Dikhaai Na De
Thanks All
|
Re: Rahe Samne Aur Dikhaai Na De
Nice Poetry
thanks for sharing |
Re: Rahe Samne Aur Dikhaai Na De
Khuda aise ahsaas ka naam hai
rahe saamne aur dikhaai na dy bohat khoob |
Re: Rahe Samne Aur Dikhaai Na De
umda sharing ..
|
Re: Rahe Samne Aur Dikhaai Na De
nice sharing
|
Re: Rahe Samne Aur Dikhaai Na De
First time yeh poori parhi :p good sharing mahi |
All times are GMT +5. The time now is 09:54 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.