MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community

MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community (http://www.MeraForum.Com/index.php)
-   Ghamgheen/Sad shayari (http://www.MeraForum.Com/forumdisplay.php?f=124)
-   -   Uski Aankhon Ki Surkhiyan De Rhi Hain Pata .. (http://www.MeraForum.Com/showthread.php?t=90687)

SHAYAN 10-01-2012 01:15 AM

Uski Aankhon Ki Surkhiyan De Rhi Hain Pata ..
 
Us ki aankhon ki surkhiyan de rahi hain pata,
Ke raat us ne bhi jaag ke guzaari thi,

Bistar ki silwatain bhi sunaa rahi hain daastan,
Ke hijar ki pehli raat us pe kis qadar bhaari thi,

Ab kaun karta hoga tere lab-o-rukhsaar ki tareef,
Hamare baad uljhi huyi zulf kis ne sanwaari thi,

Tu ne apna samajh ke ik baar maangi to hoti,
Jaan ki qasam, kya jaan humain jaan se pyar thi?

Daryaa ke do kinaron ki tarah sath chale per mil na sake,
Kuch woh bhi tha ana’aa parasst, kuch baghiyaana soch hamari thi,

Manzil to door na thi magar hausley qaayem na reh sake,
Kahin main thak gaya, kahin us ne himmat haari thi..

~ZAIN~ 10-01-2012 01:27 AM

Re: Uski Aankhon Ki Surkhiyan De Rhi Hain Pata ..
 
Berry Great Yaar :)

SHAYAN 10-01-2012 01:38 AM

Re: Uski Aankhon Ki Surkhiyan De Rhi Hain Pata ..
 
Thnx U !

MASOOM GIRL 10-01-2012 05:01 AM

Re: Uski Aankhon Ki Surkhiyan De Rhi Hain Pata ..
 
Daryaa ke do kinaron ki tarah sath chale per mil na sake,
Kuch woh bhi tha ana’aa parasst, kuch baghiyaana soch hamari thi,

Manzil to door na thi magar hausley qaayem na reh sake,
Kahin main thak gaya, kahin us ne himmat haari thi..
NiC3...

(‘“*JiĢäR*”’) 10-01-2012 08:58 AM

Re: Uski Aankhon Ki Surkhiyan De Rhi Hain Pata ..
 
Us ki aankhon ki surkhiyan de rahi hain pata,
Ke raat us ne bhi jaag ke guzaari thi,

Bistar ki silwatain bhi sunaa rahi hain daastan,
Ke hijar ki pehli raat us pe kis qadar bhaari thi,

Ab kaun karta hoga tere lab-o-rukhsaar ki tareef,
Hamare baad uljhi huyi zulf kis ne sanwaari thi,

Tu ne apna samajh ke ik baar maangi to hoti,
Jaan ki qasam, kya jaan humain jaan se pyar thi?

Daryaa ke do kinaron ki tarah sath chale per mil na sake,
Kuch woh bhi tha ana’aa parasst, kuch baghiyaana soch hamari thi,

Manzil to door na thi magar hausley qaayem na reh sake,
Kahin main thak gaya, kahin us ne himmat haari thi..

:good: Outstanding Ghazal

AFghani_Laila 10-01-2012 09:01 AM

Re: Uski Aankhon Ki Surkhiyan De Rhi Hain Pata ..
 
Awosem poetryy

SHAYAN 10-01-2012 02:22 PM

Re: Uski Aankhon Ki Surkhiyan De Rhi Hain Pata ..
 
Thnx Masooom

SHAYAN 10-01-2012 02:22 PM

Re: Uski Aankhon Ki Surkhiyan De Rhi Hain Pata ..
 
Thnx Jigz

SHAYAN 10-01-2012 02:23 PM

Re: Uski Aankhon Ki Surkhiyan De Rhi Hain Pata ..
 
Thnx Laila


All times are GMT +5. The time now is 08:54 AM.

Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.