![]() |
Mujhe apne zabt pe naaz tha
Mujhe Apney Zabt Pey Naaz Tha, Sar-E-Bazam Raat Yeh Kya Hua… Meri Aankh Kaisi Chalakh Pari, Mujhe Ranj Hai Yeh Bura Hua… Meri Zindagi Ke Charagh Ka, Ye Mizaj Koi Naya nahi… Kabhi Roshni Kabhi Tergi, Na Jala Hua Na Bujha Hua… Mujhe Aap Kyoun Na Samjh Sakey, Ye Apney Dil Sey Hi Pocheye… Meri Dastan-E-Hayyat Ka, Hai Warq Warq Khula Hua… Abhi Abhi Mery Pass Sey, Jo Nazar Bacha Key Guzar Gaye… Ye Mery Seher Key Log Hain, Mery Ghar Sey Ghar Mila Hua… Mujhe Jo Bhi Dushman-E-Jaan Mila,Wohi Pukhta Kar-E-Jafa Mila… Na Kisi Ki Chot Ghalat Pary, Na Kisi Ka War bekaar Hua… Mujhe Ham Safar Bhi Mila Koi, Tu Mery Tarha Hi Luta Hua… Kabhi Manziloon Se Hata Hua, Kabhi Qafiloon Sey Luta Hua… Mujhe Ik Gali Men Para Hua, Kisi Bad Naseeb Ka Khat Mila… Kaheen Khoon-E-Dil Sey Likha Hua, Kaheen Ansoon Sey Mita Hua |
Re: Mujhe apne zabt pe naaz tha
Kaheen Khoon-E-Dil Sey Likha Hua, Kaheen Ansoon Sey Mita Hua
So sad but nice... poetry hoti e sad hai.... |
Re: Mujhe apne zabt pe naaz tha
thank so much king
|
Re: Mujhe apne zabt pe naaz tha
Zabardast one of my fav...
|
Re: Mujhe apne zabt pe naaz tha
nice..........
|
Re: Mujhe apne zabt pe naaz tha
thanks zafina and life
|
All times are GMT +5. The time now is 08:01 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.