![]() |
Dua
:bismillah: :salam: Umeed Karta hon aap Sub Ba-Kheriyat-O-Afiyat honge. :allah: ne Hum sub pe Buhat Aehsan kiye hen... aur :allah: k Kisi Ek Aehsan ka Badla hamari Puri Zindagi nhi ho sakti... Dua karna Behtreen Amal he... Kuch log samjhte hen k Hum Dua mangte hen lakin MAAZ :allah: Summa MAAZ :allah: Wo Dua qabol nhi hoti... Mayoosi Kufar he :allah: Ki Zaat se Mayoos hona Is Bat ki Daleel he k ap ka Emaan Kamzoor he ... Qaboliyat-e-Dua Ki 3 Halaten... (i) AGAR :allah: APKI DUA QABOOL KAR LE TO ISKA MATLAB HAI K WO APKA IMAAN MAZBOOT KAR RAHA HAI. (ii) AGAR :allah: APKI DUA THORI DER SE QABOOL KARE TO APKE SABAR KO BARHA RAHA HAI. (iii) LAKIN AGAR :allah: APKI DUA QABOOL HI NA KARE TO APKA IMAAN AZMA RAHA HAI. Akhrat Ka Inam... Jo Dua Qabol Nahi Hoti Wo Akhrat me Jahannam se Nijaat ka Zariya ban jati he... Jab Akhrat ka Din hoga to sari Ummat kahegi k Kash :allah: hamari koi bhi Dua Dunya me qabool na karta... :allah: K Nabi Sallaho Alaehe Waalehi Wasallam ne bhi Ummat ko Dua karne ki Aehmiyat Bayan ki he ... Me Ap Logo ko kuch Ahadees-e-Mubarikah l Pesh Kar raha hon ... http://i47.tinypic.com/6q9oih.jpg http://i45.tinypic.com/357lzip.jpg http://i48.tinypic.com/7133h4.jpg http://i48.tinypic.com/308xzd5.gif http://i46.tinypic.com/34qoj8o.jpg http://i48.tinypic.com/jzw9iw.jpg http://i48.tinypic.com/33u3jnd.jpg Dua Go: Zohaib Ur Rehman |
Re: Dua
So beautiful thread dear....
:allah: hum sab ki naik aur jaiz dilli khwahishaat ko pura farmaye.... aur hum ko ye tofeeq atta farmaye k humara hath hmesha :allah: ki barga me e madad k liye uthy... Aaameeeeennnn... |
Re: Dua
beaautifull thrae.............Allah hm ssbkoo naaik kam kaarny ki hidayat dy ameeen
|
Re: Dua
Ameen
JazakAllah |
Re: Dua
waalaikumsaalmmmmmmmmm
|
Re: Dua
SUBHAANAALLAH BautiFUll Sharring
|
Re: Dua
MashAllah Nice Sharing Jazak allah
|
Re: Dua
MashAllah beautiful sharing Jazak Allah
|
Re: Dua
SubhanaALLAH Beautiful thread indeed. JazakaALLAH khairun katheera.
|
Re: Dua
AmeeN!!
Beautful ThreaD .. |
All times are GMT +5. The time now is 09:13 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.