![]() |
Dozakh ka thikana
Bismillah hir-Rahman nir-Rahim
Hazrat Ali Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya tum mein se koi shaksh aisa nahi hai jiska jannat ya Dozakh ka thikana tay nahi ho chuka ho,Sahaba ne arz kiya ki phir kyun na hum usi par bharosa kar le, Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Amal kartey raho kyunki har shaksh jis thikaney ke liye paida kiya gaya hai usko waisee hi taufiq di jayegi Sahih Bukhari, Vol7, 6217 English Translation: Narrated 'Ali Radi Allahu Anhu : Allah's Apostle Sallallahu Alaihi wasallam said , "There is none amongst you but has been assigned a place (either) in Paradise and (or) in the Hell-Fire." The people said (to him), "Should we not depend upon it?" He said: carry on doing (good) deeds, for everybody will find easy such deeds as will lead him to his destined place. Sahih Bukhari, Vol 8, Book 73, No.236 |
Re: Dozakh ka thikana
nice one.................
|
Re: Dozakh ka thikana
buhat khush rahye abe siso
|
Re: Dozakh ka thikana
Jazak Allah khair
|
Re: Dozakh ka thikana
Nice one
thanx |
Re: Dozakh ka thikana
Nice one
thanx |
Re: Dozakh ka thikana
Quote:
|
Re: Dozakh ka thikana
Quote:
|
All times are GMT +5. The time now is 08:49 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.