![]() |
~~ surat pr na jana ~~
|
hmmmm Nice story
|
Very nice sharing bhai
yeh proof hain k ladkiya behwaqoof hoti hain :p |
Quote:
|
Quote:
thanks 4 rplying..... |
Main to yehi kahonga k appki soch ghalt nahi thi ye to shayad har larki sochti hy,buss intikhab may ghalti hogayi,khair...,ye shayad allah ki tarf se in k liye sabaq tha or baqi larkiyun k liye Nassihatt,allah sub behtarr karta hy hope Best.......
|
Thanks Bhai fo Sharin Aur Beod ya baat b Sabit ho gaye ladkay hee bewaquf banatay hein ladkiyoun ko woh Khud sey ya Khushi sey nehi bantyy khair Nice sharing Umair bhai (y) |
Quote:
Intekhab k lye parents ki pasand ko prefer krna chaye..... |
Quote:
kusoor dono ka hy siso...... boys agr kisi se bat kr lein tu gals pta nhi kya soch leti hyn..... |
Umair bhahi ap ne theek kaha k intikhab k liye parents ko prefer karna chahiye but es k sath app ki pasand or marzi bhi Ahmiyath rakhti hy ta k Future may apni zindagi ko lykar ap apne Parents ko Blame na karo k appki hi marzi thi,Humari zindagi k intikhab ka ap ne humein Haq ki nahi diya tha ajh humari barbadi k zimeydaarr ap ho...kyun k kisi k sath acha karo to wo Eehsaan Samajhna to dooorr shukriya hi kardy to buhat bari bat hy lykin agar ghalti se bhi bura hojaye to sari zindagi saza banjati hy.....
|
All times are GMT +5. The time now is 07:33 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.