MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community

MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community (http://www.MeraForum.Com/index.php)
-   Urdu Literature (http://www.MeraForum.Com/forumdisplay.php?f=112)
-   -   Dil Se Maangi Hui Duaa (http://www.MeraForum.Com/showthread.php?t=88181)

life 08-29-2012 12:47 AM

Dil Se Maangi Hui Duaa
 
Dil Se Maangi Hui Duaa



Dil Se Maangi Hui Duaa Allah SWT Zarur Suntaa hy
As salam-o-alaikum
Naam se Allah ke voh Rahman' voh Rahim hy

Ayath 19-Sura Aala 87

(1) Maqam-e fikar hy pemaish-e zaman v makan-maqam-e zikar hy Subhanrabilaala.

(2)Her chiz apnee hikmat se thik banai-khawas aur fawaeed ke lihaz se jo maqsood hain- her chiz ko oos ke darja-e kamal tak pahochaya aur aisa mizaj ata kiya ke voh fawaeed oos per murratab ho sakain ( Tafsir Usmani).

(3) Awwal taqdeer likhi phir oosi muafiq dunya me laya- dunya me aanay ki rah batayi hudayat ata ki--- Allama Iqbal ne khalq-taqdeer or hidayat ko ibteda kahtay huvay Rasulullah (SAS) ki Rahmatulilaalmini ki janib kiya khub ishara kiya hy:


Yeh Baat zaruri hy ke jo aap ke muqaddar mi likha hota hy voh hi hota hy, lekin insaan agar chahay apnay dil se aur koshish karay naik tamannaoun ke sath to Allah SWT oos ki zarur madad fermata hy, aur agar kisi ko aap dil se apna banana chahtay hain to zarur voh chiz aap ko mil sakti hy



.Is trah jo aap ke haath ki lakeeron me nahin likha hota hy voh aap ki taqdeer ban sakti hy.



Phir voh chand jo aap ke ghar ke aangan me kal tak nahin tha ab aap ka ho sakega. Mohabbat ki piyas jo barson se thi voh bhi bujha sakogay.



Kitnay khawab bhi jo palkon per bikharay paday hongay oon khawabon ko chun chun ker aankhon me basa logay. Jo zindagi me aap se rooth chukay hain oon ko bhi mana logay.



Khulasa yeh ke dil se mangi hui duaa Allah SWT zarur suntaa hy.......................................Allah knows the best

life 08-31-2012 02:20 AM

Re: Dil Se Maangi Hui Duaa
 
(1) Maqam-e fikar hy pemaish-e zaman v makan-maqam-e zikar hy Subhanrabilaala.

(2)Her chiz apnee hikmat se thik banai-khawas aur fawaeed ke lihaz se jo maqsood hain- her chiz ko oos ke darja-e kamal tak pahochaya aur aisa mizaj ata kiya ke voh fawaeed oos per murratab ho sakain ( Tafsir Usmani).

~~KING~~ 10-25-2012 04:24 AM

Re: Dil Se Maangi Hui Duaa
 
very nice.....:bu:

life 10-25-2012 08:19 PM

Re: Dil Se Maangi Hui Duaa
 
thanks king


All times are GMT +5. The time now is 12:22 PM.

Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.