![]() |
adhuri batain,
Adhri baton ka maza chalay to kabi aab-e-heyat jaisa kabi khaak jaisa kabi khawwbon main azab jaisa, kabi azab main sawab jaisa kabi barishon main khiltay gulab jaisa kabi khawahishon k behtay sarab jaisa phir b lrkiyan adhuri batain kehti hain achi lagti hain ankh khaolain tolafz na khaolain waswason k anjan jazeeron main kabi mil jayen to der tk na bolain adduri batain, be waja batain, be khayal batain jo shuru ho kr b khtam na hon ankh macholi khalian gum na hon ik musalsal kefiyat chalay km na ho diyee taiz hawa main madham na hon adhuri batain, be qrara batain, be shumar batain hameha be naam nahi hoti Gumnam nahi hoti |
Re: adhuri batain,
V Nicee
|
Re: adhuri batain,
thanks saba siso
|
Re: adhuri batain,
Buhat achi buhat pyari sharing
|
All times are GMT +5. The time now is 10:04 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.