![]() |
konse dukh ki karain baat
Tum tou bus aik hee dukh pochtay ho Tum tou bus aik hee dukh pochtay ho konse dukh ki karain baat zara yeh to bata mousamoun, sard hawon ki masehaye ka dukh raah ki dhool main bikhri hui benaie ka dukh sung k shehar main khud dukh say shanasayi ka dukh ya kisi bheegti barsaat main tanhaayi ka dukh konse dukh ki karain baat k dil ka darya itni tughyaani ki zad par hay k kuch yaad nahin kub humain bhool gaya koan say harjayi ka dukh tum tou bus aik hee dukh pochtay ho!! wasi shah.. |
Re: konse dukh ki karain baat
nice...
|
Re: konse dukh ki karain baat
thanks..
|
All times are GMT +5. The time now is 04:09 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.