![]() |
mohabat kiya ha/
mohabat kiya ha/
daimi muhabat serf ek hoti hai esi muhabt jesay kabi zawal nahi ata or wo muhabat Allah ki muhabat hai ... dosri har muhabt ki ek mudat hoti hai pehlay is ki shidat main kami ati hai phir wo khtam ho jati hai (umera ahmad kay novel la hasel say kuch lines)] "Apni anna aur nafs ko aik insan k samny pamal krnay ka naam ishq e majazi hay aur apni anna aur nafs ko sab k samny pamal krny ka naam ishq e haqeeqi hay asal main dono aik hain.... ishq e haqiqi aik darakht hay aur ishq e majazi uski shaakh hay....." "jab insan ka iishq lahasil rehta hay tu woh darya ko chor kar smandar ka pyasa ban jata hay..... choty rasty say hatt kar bday madar ka musafir ban jata hay uski talab bdal jati hay" (Ishfaq Ahmad) |
Re: mohabat kiya ha/
Nice
T 4 S |
Re: mohabat kiya ha/
thanks
|
All times are GMT +5. The time now is 04:08 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.