![]() |
yeh shabnami lehja hai aahista ghazal padhna ..............................
phoolon me ghazal rakhna ye raat ki rani hai is me terei zulfon ki be-rabt kahani hai ik zehan-e-pareshan main wo phool sa chehra hai patthar ki hifazat me sheeshey ki jawani hai kyun chaandni raat main darya me nahate ho soye hue paani me kya aag lagani hai is hosla-e-dil per humne bhi kafan pehna hans ker koi puchega kya jaan gawani hai rone ka asar dil per reh reh k badalta hai aansu kabhi sheesha hai aansu kabhi paani hai yeh shabnami lehja hai aahista ghazal padhna titliyon ki kahani hai phoolon ki zubaani hai |
Re: yeh shabnami lehja hai aahista ghazal padhna ..............................
rone ka asar dil per reh reh k badalta hai
aansu kabhi sheesha hai aansu kabhi paani hai yeh shabnami lehja hai aahista ghazal padhna titliyon ki kahani hai phoolon ki zubaani hai Buhat KhOOb.. |
Re: yeh shabnami lehja hai aahista ghazal padhna ..............................
Thankshoooo.com / Masoom Girl
|
All times are GMT +5. The time now is 02:20 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.