![]() |
achi aur sachi baatein
Asalamualaikum khuwabo ki duniya kitni b haseen ho sachayi par bani nahi hoti naye nayr raste ikhtiyaar karne se manzil dour ho jati hai choth kha k anso tu sabhi k nikal ate hain lakin chuth kha kar muskuarana asaan nahi yahi muskurahat insan ke kirdaar aur azmat ki daleel hai naki beshakh achi jeez hai lekin naik khyalaat is se bhi khai ache hain sab se bara insan wo hai jisne insan ki sab se zayada khidmnat ki jis mein adaab nahi ismein burayi he burayi pait bhar ke sona se zindagi ka maqsad pora nahi hota bewakoof dost se aqalmand dushman acha hai agar ap apni waledeen ki ki baaton par dawajh doge tu lohe ki aur pather ki sile tumahre haath mein mom ho jayegi muhababt ki kashti mei n pehla sorakh shak ka hota hai nadi ke pani mein aur ankh ke pani mein bas jazbaat ka farq hota hai loagu uche pharo se he nahi girte aksar kinare se bhi phisal jate hai pakeeza |
Re: achi aur sachi baatein
Zabardast sharing sis..
|
Re: achi aur sachi baatein
Thnks sis masoom
|
All times are GMT +5. The time now is 09:50 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.