![]() |
Abhi is Taraf na Nigah ker main Gazal ki Palkain sanwar loon
http://i1151.photobucket.com/albums/...habnamcopy.jpg Abhi is Taraf na Nigah ker main Gazal ki Palkain sanwar loon Mera lafz lafz hai Aeinah Tujhey Aeineu Main Utar-Loon Main Tamam din ka thaka Hoowa tu Tamam shab ka jaga howa Zara theher ja isi moor per tere saath sham guzar loon Ager Aasman ki Numa-e-Shoon main Mujhay bhi izan-e-kayam ho To main motioun ki dukan say tayri baleeyan tere haar loon Kahain or bant day Shohratain kahain or Bakhsh day Izatain Mere paas hai mera Aaenah main kabhi na Gard-do-Ghubar loon Kai Ajnabi teri rah main mere pass say yun guzar gaey Jinhain daikh ker yeh tarap huee tera naam ley ke Pookar loon |
Re: Abhi is Taraf na Nigah ker main Gazal ki Palkain sanwar loon
Nice.....
|
Re: Abhi is Taraf na Nigah ker main Gazal ki Palkain sanwar loon
V Nice
|
Re: Abhi is Taraf na Nigah ker main Gazal ki Palkain sanwar loon
thanks
|
Re: Abhi is Taraf na Nigah ker main Gazal ki Palkain sanwar loon
Kai Ajnabi teri rah main mere pass say yun guzar gaey
Jinhain daikh ker yeh tarap huee tera naam ley ke Pookar loon bht khooob... |
Re: Abhi is Taraf na Nigah ker main Gazal ki Palkain sanwar loon
thanks cute
|
| All times are GMT +5. The time now is 12:39 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.