![]() |
Tum Se Kuch Nahin Kehna
Tum Se Kuch Nahin Kehna Hum Ne Soch Rakhaa Hai Chahe Dil Ki Har Khuwahish Zindagi Ki Aankhon Se Ashk Ban K Beh Jaie Chahe Ab Makeenon Per Ghar Ki Saari Deewarain Chat Sameet Gir Jaien Aur Be-Muqadar Hum Is Badan K Malbe Main Khud Hi Kion Na Dab Jaaien Tum Se Kuch Nahin Kehna Kaisi Neend Thi Apni Kaise Khwab The Apne Aur Ab Gulabon Per Neend Wali Aankhon Per Narm-Khu See Khuwabon Per Kion Azab Tote Hain Tum Se Kuch Nahin Kehna Ghir Gaie Haain Baaton Main Be-Libas Baaton Main Is Taarah Ki Raaton Main Kab Chiragh Jalte Hain, Kab Azab Talte Hain Ab To In Azabon Se Buch K Bhi Nikalne Ka Raasta Nahin Jaanan Jis Tarah Tumhain Such K Lazawal Lamhon Se Wasta Nahin Jaanan Ham Ne Soch Rakha Hai Tum Se Kuch Nahin Kehna..... |
Re: Tum Se Kuch Nahin Kehna
Buhut Umda.... |
Re: Tum Se Kuch Nahin Kehna
Thanks....
|
Re: Tum Se Kuch Nahin Kehna
Ham Ne Soch Rakha Hai
Tum Se Kuch Nahin Kehna..... its a great poetry indeed,thnx 4 sahring MAHI. I like it |
Re: Tum Se Kuch Nahin Kehna
Buhut Umda....
|
Re: Tum Se Kuch Nahin Kehna
good one Mahi
|
Re: Tum Se Kuch Nahin Kehna
Bohat Khoob (Y)
|
Re: Tum Se Kuch Nahin Kehna
Zaberdast......
|
All times are GMT +5. The time now is 12:55 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.