![]() |
"Harf-e-Toba'h Hamain Sikha Phir Se"
Harf-e-Tauba HamaiN Sikha Phir Se ...................... Harf-e-Tauba HamaiN sikha phir se HamaiN dikhla rah-e-Hudaa phir se Lay kar apni panaah maiN Yaa Rab HamaiN Shaitaan se bachaa phir se Phir sunaa de hamaiN naveed-e-bahisht Naar-e-dozaKh se bhi draa phir se Ham bhataknay lage haiN dikhla day Ae khuda Seedha Raasta phir se Apnay Ghaiz-o-Ghazab se kar mahroom HamaiN Inaam ho A'taa phir se Jaisay ki thi Mere BazurgoN ki Kar qabool aise hi Dua phir se Shaamil-e-haal ho agar mehnat Nakhl-e-ummid ho haraa phir se Ae khuda kar koi sabab aisa Jal Uthay Deep aas ka phir se Fikr taaza ho jis ki Khushbu se WARD gulshan maiN wo khila phir se ................................... |
Re: "Harf-e-Toba'h Hamain Sikha Phir Se"
Very Nice
Fikr taaza ho jis ki Khushbu se WARD gulshan maiN wo khila phir se |
Re: "Harf-e-Toba'h Hamain Sikha Phir Se"
Thanks a lot S.Qaiser for liking it! :)
Jee han I guess we badly Need it Now! :) |
Re: "Harf-e-Toba'h Hamain Sikha Phir Se"
MashaALLAH,beautiful wordings :)
JazakaALLAH khairun for sharing. |
Re: "Harf-e-Toba'h Hamain Sikha Phir Se"
Allah huma ameeen allah huma ameeeeeen ..
|
Re: "Harf-e-Toba'h Hamain Sikha Phir Se"
Quote:
and In response to your JazakAllah, I've learned a new word which is "Wa Iyyaki" :) |
Re: "Harf-e-Toba'h Hamain Sikha Phir Se"
Quote:
and Ameen :) |
Re: "Harf-e-Toba'h Hamain Sikha Phir Se"
Very Nice
aameen |
Re: "Harf-e-Toba'h Hamain Sikha Phir Se"
V nIce .....
AMEEN SUM AMEEN ....... |
Re: "Harf-e-Toba'h Hamain Sikha Phir Se"
Thanks a lot Life and Masoom Girl for liking the poem. :)
|
All times are GMT +5. The time now is 12:35 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.