![]() |
Mere liye to harf e dua ho gya wo shakhs
Mere liye to harf e dua ho gya wo shakhs Saare dukhon ki jese dua ho gya wo shakhs Mein aasman pe tha to zameen ki kashish tha wo Utra zameen pe to khla'aa ho gya wo shakhs Mein us ka haath dhekh raha tha k daf’atan Simta simat k rang e hina ho gya wo shakhs Phirta hai le k aankh ka kashkol dar- ba- dar Dil ka bharam luta to gadaa ho gya wo shakhs Yun bhi nahi k pass hai mere wo hum nafas Ye bhi ghalat ke mujh se juda ho gya wo shakhs |
Re: Mere liye to harf e dua ho gya wo shakhs
Mein us ka haath dhekh raha tha k daf’atan
Simta simat k rang e hina ho gya wo shakhs Nice... |
Re: Mere liye to harf e dua ho gya wo shakhs
Mere liye to harf e dua ho gya wo shakhs Saare dukhon ki jese dua ho gya wo shakhs Yun bhi nahi k pass hai mere wo hum nafas Ye bhi ghalat ke mujh se juda ho gya wo shakhs Very Very lovly Sharing M a H i |
Re: Mere liye to harf e dua ho gya wo shakhs
hmm one of ma fav
|
Re: Mere liye to harf e dua ho gya wo shakhs
Bohat Khoob Mahi (Y)
|
Re: Mere liye to harf e dua ho gya wo shakhs
Thanks4 All comments!
n special Thanks for Rating! |
Re: Mere liye to harf e dua ho gya wo shakhs
Phirta hai le k aankh ka kashkol dar- ba- dar
Dil ka bharam luta to gadaa ho gya wo shakh BeautiFUll |
All times are GMT +5. The time now is 03:06 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.