![]() |
Guftagu karta tha...
Guftagu karta tha, gaataa tha, haNsaa karta tha
Jism meraa thaa, koyee aur rahaa karta tha AahateiN, dastakeiN, rah rah ke sunaa karta tha Dinn meiN sau baar ye darwazaa khulaa karta tha Pahle voh mere liye jab bhee duaa karta tha Uski aawaaz meiN ek dard huaa karta tha Jiska saaya mere hamraah chala kharta hai Pahle voh khud mere hamraah chalaa karta tha AasmaaN ab bhi vohi, khaahisheiN ab bhi haiN vohi Voh magar par kahaaN jin se maiN uRaa karta tha Raat ho, din ho, kaRee dhoop ho ya thandi chhaaoN Har qadam sar pe mere saayaa rahaa karta tha Khauf jo mujh ko pareshaan kiyaa karte thay Un ko aksar nazar-aNdaaz kiyaa kkarta tha...!! |
Re: Guftagu karta tha...
V Nice..
|
Re: Guftagu karta tha...
thnx..
|
Re: Guftagu karta tha...
Quote:
|
Re: Guftagu karta tha...
thnx...
|
All times are GMT +5. The time now is 03:30 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.