![]() |
Koi Mujhe Batay
Guzre Hen Aaj Ishaq Men Hum Aise Muqam Se Nafrat Si Ho Gai He Mohabbet Ke Naam Se Koi bataeiga keh Nafrat kub hoti hey, |
Re: Koi Mujhe Batay
Yeh Choriye K Nafrat Kab hoti hay, Focus Is baat par hona chahiye K Nafrat na ho. :)
Spread peace and love :peace: Btw nice verse :) |
Re: Koi Mujhe Batay
Oho Kisi ki ZIndagi ur Mout ka sawal hey ur u ko mohabbet :dance: phelaane ki pari hey,
|
Re: Koi Mujhe Batay
Mohabbat aur Aman ka Pegham phailanay se Kisi ki Zindagi Mutasir nahi hoti. :) It gives u more satisfaction!
so my message will be again the same. Finish those root causes which r the reason for the hate. :) and InshAllah peace shall come. :) :peace: |
Re: Koi Mujhe Batay
Quote:
|
Re: Koi Mujhe Batay
Meri ooper likhi hooyi kis baat se aapko yeh Tassur mila K I wud have meant what u've just stated. I guess this thing has came again n again K Apni taraf se poori koshish karo aur phir Muamla Khuda par chor do. Allah is wisest of all and knows much in greater detailz than us tou woh hamaray liay kuch galat descision nahi le ga. Matlab Haath par Haath dar k nahi baithna, first try ur best but leave alwayz the result on that Entity which knows even whatever is hidden in ourselves.
I hope I answered ur question. :) |
Re: Koi Mujhe Batay
Nafrat Tab Hoti Hay Jab Dimagh Main Nafrat Karnay Ki Niyat Ho - Baba Sooli :laugh: |
Re: Koi Mujhe Batay
Nice..
|
Re: Koi Mujhe Batay
Quote:
|
Re: Koi Mujhe Batay
kisi se pucho gy to koi tum ko btaye ga k nafrat kab hoti hai??? lolssssssssssss
|
All times are GMT +5. The time now is 12:41 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.