![]() |
Tahreer kay aansoo
Suna hoga buhat tumney, kaheen aankhon ki rim-jhim ka
kaheen palkon ki shabnam ka parha hoga buhat tumney, kaheen lehjey ki baarish ka kaheen saagar k aansoo ka magar tumney kabhi humdam kaheen dekhey? kaheen parkhey? kisi tehreer ke aansoo?...! mujhey teri judaai ney, yehi mairaaj bakhshi hey ke meiN jo lafz likhta hoon.. wuh saarey lafz rotey hein ke meiN jo harf bunta hoon..wuh sarey bain kartey hein merey sung is judaai mein... merey alfaaz martey hein sabhi Tareef kartey hein ...meri tehreer ki lekin... kabhi koi nahi sunta...merey alfaaz ki siski falak bhi jo hilaa daaley merey lafzon mein hein shaamil...ussi taseer ke aansoo kabhi dekho merey humdam meri tehreer ke aansoo...!!! |
Re: Tahreer kay aansoo
mujhey teri judaai ney, yehi mairaaj bakhshi hey
ke meiN jo lafz likhta hoon.. wuh saarey lafz rotey hein ^ Best Line |
Re: Tahreer kay aansoo
Nyce..
|
Re: Tahreer kay aansoo
Nice..
|
Re: Tahreer kay aansoo
Hmmm...nyc one
|
Re: Tahreer kay aansoo
Nice...
|
Re: Tahreer kay aansoo
thankyou
|
Re: Tahreer kay aansoo
very nice
|
Re: Tahreer kay aansoo
thanksssss MISS HAB
|
Re: Tahreer kay aansoo
Nice Post
thanks for sharing |
All times are GMT +5. The time now is 12:48 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.