![]() |
Dilo’n ke chaak, rafoo sy sila nahi karty
Wafa ke aanch, sukhan ka tapaak do, inn ko Dilo’n ke chaak, rafoo sy sila nahi karty Jahan ho payar, ghalat fehmiaan to hoti hain so, baat baat pe, yoon dil bura nahi karty Hamein hamari anaayn tabah kar dein ge Mukaalmy ka agar, silsila nahi karty “Jo hum pe guzri hy Jana’n, wo tum pe bhi guzry” Jo dil bhi chahy to aesi dua nahi karty Har ik dua ke muqaddar mein kab hazoori hy! Tamaam ghunchy to .... khila nahi karty |
Re: Dilo’n ke chaak, rafoo sy sila nahi karty
|

v nicee.. Code:
Har ik dua ke muqaddar mein kab hazoori hy! |
Re: Dilo’n ke chaak, rafoo sy sila nahi karty
V.Nice
|
Re: Dilo’n ke chaak, rafoo sy sila nahi karty
beautiful yar
piece of art |
Re: Dilo’n ke chaak, rafoo sy sila nahi karty
Hmmm Nice Mahi (Y)
|
Re: Dilo’n ke chaak, rafoo sy sila nahi karty
Thanks All
|
Re: Dilo’n ke chaak, rafoo sy sila nahi karty
Nice..
|
Re: Dilo’n ke chaak, rafoo sy sila nahi karty
:shoaby:
|
Re: Dilo’n ke chaak, rafoo sy sila nahi karty
Thnx J ^
Quote:
|
All times are GMT +5. The time now is 04:06 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.