![]() |
Zarf parwane ka chhota hai k mar jata hai
Zawiya jitna nigahon ka sanwar jata hai, Tera rukhsaar b utna he nikhar jata hai, Aese lamhaat b aate hain rah-e-ulfat mein, Ya wafa hath se jati hai ya to sar jata hai, Main tere gham mein bhala ashq bahaon kab tak, Aankh to aankh hai darya b utar jata hai, Hasti-e-gul hai faqat chand adao'n pe muheet, Phool sharmata hai, hansta hai bikhar jata hai, Qurbat-e-yaar se "Mohsin" ko baqqa milti hai, Zarf parwane ka chhota hai k mar jata hai |
Re: Zarf parwane ka chhota hai k mar jata hai
Quote:
|
Re: Zarf parwane ka chhota hai k mar jata hai
Thanks
|
Re: Zarf parwane ka chhota hai k mar jata hai
Buht Kh00b
|
Re: Zarf parwane ka chhota hai k mar jata hai
Thanks
|
All times are GMT +5. The time now is 02:19 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.