![]() |
Phir aag ka dariya hai aur dub k jana Hai.
Masoom mohabat ka bas itna fasana hai.. Kagaz ki haveli hai barish ka zamana hai.. Kya shart e mohabat hai kya shart e zamana hai.. Awaz bhi zakhmi hai or geet bhi gana hai.. Us paar utarnay ki umeed buhat kam hai.. Kashti bhi purani hai tofan ko b ana hai Samjhe ya na samjhe wo andaz mohabat k ek shakhs ko ankhon se ek shair sunana hai Bholi si ada koi phir ishq ki zid par hai Phir aag ka dariya hai aur dub k jana Hai. |
gr8
|
nice
|
shukriya
|
nyc
|
shukriya
|
All times are GMT +5. The time now is 04:09 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.