![]() |
Hamay to ab bhi woh guzra zamana
Hamay to ab bhi woh guzra zamana yaad aata hai,
Tumhay bhi kya kabhi koi deewana yaad aata hai ! Hawain tez thi, baarish bhi thi, toofan bhi tha, lekin, Tera aisay mein bhi vaada nibhana yaad aata hai ! Guzar chuki thi bahut raat baton baton mein, Phir uth kay woh tera shama bhujana yaad aata hai ! Ghatain kitni dekhi hain par mujhay Kisi ka rukh par woh zulfain giraana yaad aata hai ! Hamay to ab bhi woh guzra zamana yaad aata hai, Tumhay bhi kya kabhi koi deewana yaad aata hai ! |
nice
|
shukria
|
Wah Ali Jee,
Too Good,. Bhalke Awesome Sharing,. Keep It Up! |
nyc
|
nice ali |
nice
|
v nice
|
bahut shukria :)
|
very nice..
|
All times are GMT +5. The time now is 05:59 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.