![]() |
dil ne apna man liya
jis ko dil ne apna man liya
us ko dil torney ki adat thi humein dil jorna ata tha us ko tanz karney ki adat thi humein bardasht kerna ata tha usey mazak uraney ki adat thi humein sabar kerna ata tha usey dosaroon ki khushiyoun ko ghum mein badalney ki adat thi humein ghum ko bhi khushi mein badalna ata tha usey kisi ke dard ka ehsaas na tha humarey pass dard hi dard tha so sarey dard hum ne dil mein chupa liye seh liye bus bewafai na seh sakey aur itni door ja basey jahan us ki yadein bhi na aa paein magar yadon per kis ka bus chala hai so hum bhi un ko na bhool paein hain |
Re: dil ne apna man liya
good sharing.
|
Re: dil ne apna man liya
Kia Baat Hai ..
|
Re: dil ne apna man liya
superb
|
Re: dil ne apna man liya
Nice............
|
Re: dil ne apna man liya
thanks
|
Re: dil ne apna man liya
Very nice
Thanks for sharing |
Re: dil ne apna man liya
thanks
|
All times are GMT +5. The time now is 07:08 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.