![]() |
~ Aur mai kya kya karu, mar jaun kya ~
Mujhme kitney raaz hai, batlaaun kya ? Band ek muddat se hun, khul jaun kya ? Aajizi, minnat, khushaamad, iltija Aur mai kya kya karu, mar jaun kya ? Kal yahan mai tha jahan tum aaj ho Mai tumhari hi tarah itraaun kya ? Tere jalsey mai tera parcham liye Sekdon laashein bhi hai, ginwaaun kya ? Ek patthar hai wo meri raah ka Gar na tthukraaun to thokar khaaun kya ? Phir jagaaya tuney soye sher ko Phir wohi lehjaa daraazi, aaoon kya ? |
Re: ~ Aur mai kya kya karu, mar jaun kya ~
boht khoob.
|
Re: ~ Aur mai kya kya karu, mar jaun kya ~
WAhhhhhhhhhhhhhhhh Zabardastt
|
Re: ~ Aur mai kya kya karu, mar jaun kya ~
am finished over it !! spuerb , who's the poet???
|
Re: ~ Aur mai kya kya karu, mar jaun kya ~
shukria sab ka
aur noor poet ka nahi pata, sorry : ) |
Re: ~ Aur mai kya kya karu, mar jaun kya ~
superb
|
Re: ~ Aur mai kya kya karu, mar jaun kya ~
shukria
|
Re: ~ Aur mai kya kya karu, mar jaun kya ~
Fantastic Sharing :yeah:
|
Re: ~ Aur mai kya kya karu, mar jaun kya ~
Nice Post
thanks for sharing |
| All times are GMT +5. The time now is 10:38 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.