![]() |
Qurb Ki Pehchaan
Faasle Qurb Ki Pehchaan Hua Karte Hain....... !
Be-Sabab Loog Pareshaan Hua Karte Hain....... ! Ye Haqeeqat Hai Jahaan Toot Ke Chaha Jaaye....... ! Wahaan Bichadne Ke Bhi Imkaan Hua Karte Hain....... ! Mere Pehle Hue Haathoon Ko Haqaarat Se Na Dekhoo....... ! Maangne Waale Bhi Insaan Hua Karte Hain....... ! Hum Be-Sabar The Magar Hum Se Bichadne Waale....... ! Hum Tere Zabt Par Heeran Hua Karte Hain....... ! Gham Ki Hid'dat Se Kohsaar Pigalte Dekhe....... ! Insaan To Phir Insaan Hua Karte Hain....... ! Zindagi Jin Keliye Jurm-O-Saza Ho Naatiq....... ! Ghar Bhi Un Keliye Zindaan Hua Karte Hain |
Re: Qurb Ki Pehchaan
Very Nice poetry brother :)
|
Re: Qurb Ki Pehchaan
Zaberdast
|
Re: Qurb Ki Pehchaan
thanks
|
Re: Qurb Ki Pehchaan
Nice Post
thanks for sharing |
Re: Qurb Ki Pehchaan
nyc..................
|
All times are GMT +5. The time now is 11:02 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.