![]() |
chokhat par jala kar shamma
Shaam hotay hee woh chokhat par jala kar shamma
Apni aplkon pay kai khwab sajati ho gi Is nay silwa bhi liye hongay siyah rang k libaas Ab matam ki tarah Khushi wo manati ho gi Meray tareek zamanay say nikalnay wali Roshni tujh ko meri yaad dilate ho gi Dil ki masoom raggin khud he sulagti hon gi Jonhi tasveer ka kona woh jalati ho gi Roop day kar mujhay is mein shehzaday ka Bachon ko kahani woh sunati ho gi Sochta hoon k usay neend bhi aati ho gi Ya meri tarah ashq bahati ho gi Woh meri shakal mera naam bholanay wali Apni tasveer say kya aankh milati ho gi Is zameen par bhi hai selaab meray ashqon say Mere matam ki sada arsh hilati ho gi… |
Re: chokhat par jala kar shamma
Wahh Wahhhh ...
|
Re: chokhat par jala kar shamma
thanks afganooo
|
Re: chokhat par jala kar shamma
Is nay silwa bhi liye hongay siyah rang k libaas
Ab matam ki tarah Khushi wo manati ho gi zabardst |
Re: chokhat par jala kar shamma
thanks
|
Re: chokhat par jala kar shamma
Nice Post
thanks for sharing |
All times are GMT +5. The time now is 02:12 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.