![]() |
Ajnabi Shahar kay ajnabi rastay
Ajnabi Shahar kay ajnabi rastay
mairee tanhayee per muskuraty rahay Mai bohut dair tak yunhi chalta raha tum bohut dair tak yaad atay rhay Zahar milta raha Zahar peetay rahay roz martay rahay roz jeetay rahay Zindagee bhi hamain azmaatee rahi aur hum bhi ussay azmatay rahay Zakham jub bhi koi zayhno dil per laga zindagee ki taraf ik dareecha khulla Hum bhi goya kissi saaz kay taar hain chot khatay rahay muskuratay rahay Kal kuch aisa hua mai bohut thuk gaya iss liyea sun kay bhi unsuni kar gaya kitnee yadon kay bhatkay huey karvan dil ki zakhmon kay dur khatkhtaty rahay |
Re: Ajnabi Shahar kay ajnabi rastay
Nice...
|
Re: Ajnabi Shahar kay ajnabi rastay
Zabardast
|
Re: Ajnabi Shahar kay ajnabi rastay
thankss
|
Re: Ajnabi Shahar kay ajnabi rastay
nyc....
|
Re: Ajnabi Shahar kay ajnabi rastay
thanks
|
All times are GMT +5. The time now is 01:27 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.