![]() |
ankhain
Khamosh hoon to bhi izhaar karti hain ankhain
berang zinadagi main rang hazar bharti hain ankhain kisi ko dewana waar sochtin hain ankhain apnay mehboob ko harlamha dhoondti hain ankhain hi iss qatil nigahaon ka daikhna tirchi nigah sai waar karti hain aankhain kisi k liye singhaar karti hain ankhain labo par naaa ki takrar likin ikraar karti hain ankhain har ghari har lamha har saa'aat tere anay ki aas ab to tera hee in tezaar karti hain aankhain samandar ka samandar bah jata hai judai main aksarjab ashkbaar karti hain ankhain rooth kar kahin bhi chalay jao ahsaas hai k sohail ko har lamha piyar karti hain ankhain aankhon ankhon sai takraar karti hain ankhain narazgi ka sohail sai izhaar karti hain aankhain |
Re: ankhain
Nice ..
|
Re: ankhain
thanks
|
Re: ankhain
buhat khoob..
|
Re: ankhain
shukreya je
|
All times are GMT +5. The time now is 11:00 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.