![]() |
Tum kya jaano lafzon ke Aazaar ki Shiddat
Pahely Pahel to Khuwaab'on ka dam bharane lagati hain Phir aakkhein palak'on mein chup kar Rone lagati hain Jaane tab kiu Suraj ki Khuwaahish karte hain loog Jab baarish mein sab deewaarein Girane lagati hain Tasweer'on ka Rog bhi aakhir kesa hota hai Tanhaai mein baat karo to Bolane lagati hain Saahil se Takaraane waali Wehashii Mauj'ein bhi Zindaa rahane ki Khuwaahish mein Marane lagati hain Tum kya jaano lafzon ke Aazaar ki Shiddat ko Yaadein tak soch'on ki Aag mein Jalane lagati hain |
Re: Tum kya jaano lafzon ke Aazaar ki Shiddat
Tum kya jaano lafzon ke Aazaar ki Shiddat ko
Yaadein tak soch'on ki Aag mein Jalane lagati hain hmm |
Re: Tum kya jaano lafzon ke Aazaar ki Shiddat
nyc....
|
Re: Tum kya jaano lafzon ke Aazaar ki Shiddat
bohat khoob
|
Re: Tum kya jaano lafzon ke Aazaar ki Shiddat
Umdaaa ...
|
Re: Tum kya jaano lafzon ke Aazaar ki Shiddat
Thanks Everyone
|
Re: Tum kya jaano lafzon ke Aazaar ki Shiddat
Zaberdast (Y)
|
All times are GMT +5. The time now is 07:13 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.