![]() |
Be-Hissi Taan Li Sayabaan Ki Tarah
Sochta hoon k mahfuz kar lun ise apne seenay mein lafz-o-bayaan ki tarah ThoRi hi der mein yeh mulaqaat bhi Khatm ho jayegi dastan ki tarah Yeh rafaaqat bahut mukhtasar hai merii hamsafar laa mere haath mein haath de Tu havaa-e-sar-e-rahguzar ki tarah, main kisi nakhat-e-raayegaaN ki tarah Haal zaalim shikaari ki soorat mujhe, vaqt ki zin se baandh kar le chala Mera maazi mere saath chalta rahaa duur tak ek majbuur Maa ki tarah Sang-e-aazaar ki baarishen tez thi, aur bachne ka koi tariqaa na tha Raftaa raftaa sabhi ne saron par koii be-hisi taan li saayebaan ki tarah Khuwahishon ke samandar se ek mauj uthi, aur sail-e-balaa-Khez banti gayi Jism kashti ki maanind ulatne lage, pairahan ur gaye baadbaaN ki tarah |
Re: Be-Hissi Taan Li Sayabaan Ki Tarah
beautiful shairing
|
Re: Be-Hissi Taan Li Sayabaan Ki Tarah
nice poetry
|
Re: Be-Hissi Taan Li Sayabaan Ki Tarah
Bahut khoob.............very nice sharing
|
Re: Be-Hissi Taan Li Sayabaan Ki Tarah
nyc...
|
Re: Be-Hissi Taan Li Sayabaan Ki Tarah
thankss to all
|
Re: Be-Hissi Taan Li Sayabaan Ki Tarah
Quote:
Quote:
|
Re: Be-Hissi Taan Li Sayabaan Ki Tarah
thanks so much mahi
|
Re: Be-Hissi Taan Li Sayabaan Ki Tarah
Nice Sharing..
|
Re: Be-Hissi Taan Li Sayabaan Ki Tarah
thankss Care
|
All times are GMT +5. The time now is 04:29 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.