![]() |
Aass
rukh barash ka ab ke saal b nahi badla hai
nanghe asmaan talle khare b kitni dair hoe wo jo badal the paniyu se bhare hoe the per is chhat per berse aisi un ki chah nahi aur wo door darakht kab se aise hi khara hai khizan us ki shayad ik saheli ban gae hai patte uss ke girte jate han sokhi zameen per tu chur mur, chur mur un patto ka shor b gehra hai shor jane ye shor kesa,chup phaili chup, is ke ander kese jae ye chup, muddat hoe is chup ke jaal ma rahte nikle koi soraj ik din chamakti kirno ki mala lie wo mala aa gire is aanghan mai apni mohni roshni lie aae koi badal aae, aae koi kiran sunehri aae aur phail jae is soe mehal ke darro deewar per ae aasman wo barash b tu la jo laae bhaaro bhari sweer aur thum jae wo sajri sweer sada aise ke, na jae fir , wapas |
Re: Aass
Buhut Khoob..
|
Re: Aass
zaberdest
|
Re: Aass
achi takhleeq.. daad qabool kijiye..
|
Re: Aass
Ahaan..
|
Re: Aass
buhat khoob..
|
All times are GMT +5. The time now is 05:53 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.