![]() |
sakoon mahal hai Amjad wafa ke rastay main
sakoon mahal hai Amjad wafa ke rastay main
kabhi charagh jalay hain hawa ke rastay main najaney ab ke baras khaitiyoon pe kya guzray kai pahaar kharay hain hawa ke rastay main qadam qadam pe qadam larkhraaye jatay hain buto'n ke dhair lagay hain Khuda ke rastay main diaar-e-ahle mohabbat main kis nay di aawaz hazar saaz bajay hain sada ke rastay main siwaye dard-e-mohabbat, bajuz ghubar-e-safar koi rafiq na paya wafa ke rastay main |
Re: sakoon mahal hai Amjad wafa ke rastay main
Very very zabardast :) esp last shair....... |
Re: sakoon mahal hai Amjad wafa ke rastay main
Thanks
|
Re: sakoon mahal hai Amjad wafa ke rastay main
Nice,,,,
|
Re: sakoon mahal hai Amjad wafa ke rastay main
thanks
|
Re: sakoon mahal hai Amjad wafa ke rastay main
nyc...
|
Re: sakoon mahal hai Amjad wafa ke rastay main
thanks
|
All times are GMT +5. The time now is 12:22 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.