Nida-H |
02-10-2009 10:14 AM |
Madhosh Sa Ker Rakha Hai Teri Ankhon Ne!
Hum na samjay teri nazron ka takaza kya hai,
Kabhi jalwa kabhi parda yeh tamasha kya hai,
Mujko madhosh sa kar rakha hai teri ankhon ne,
Warna ay saaki tere mehkhanay main aur rakha kya hai,
Dekh laila teray majnon ka kaleja kya hai,
Khak main mil ke be kehta ke bigra kya hai,
Ye surahi sa badan le kar mere samne na aya karo,
Main sharabi hon sharabi ka bharosa kia hai,
Apne honton ko mere honton se chhone to do,
Ek do ghont se botal ka bigarta kya hai....!!!!!
|